Dear Dot Alps !!!! You selected such a beautiful song ….that every one is back to his/her childhood !!! me too !!!! You tried to put softness and sweetness in your style….and it looked beautiful in thou great voice !!!!Blessings my child !!!!Keep on singing and collecting 5 *!!!!! Jain Uncle
Kiya Lori suna di aapne Alpanaji. Baday ganay sunay yehan magar Maa ki yaad koi na dila saka. Aik lamhe mein aisa laga jaise apni Maa ki goud mein ye Lori se sun raha hun. Iss Lori ki umer bhi utni hai jitni meri. Aur khush nasib hun ke issko na sirif apni Maan se balke apni Khalaon se aur badi Behnon se bhi kaee kaee dafa suni. Mere liye Sangeet se waqfiyat ki bunyaad yehi Lori thi. Bohut khoobsurat gaya aapne.
ye pyara gana hamko bachpan ki yaad dilata hai. aaj bhi utna hi touchy hai. bahut hi sundar gati hain aap didi. post ke upar pi picture bahut hi achi hai. 22 singers hain usmen. kuch ko ham nahi jante. lekin sonu nigam aur shaan hamko bahut pasand hain. bahut achi picture lagayi hai aapne.
ल्लो ये आपका ब्लॉग है मुझे मालूम ही नही था.दिलीप जी के दिल के दरवाजे संगीत की दुनिया में खुलते है बस इसी तरह चलते चलते आ गई हा हा हा बहुत कम गाने है.बाकी कहाँ है?क्या ब्लॉग बना कर आप इसे भूल ही गई? जल्दी अपने खजाने को यहाँ शिफ्ट कीजिये भाई.गाती भी अच्छा हो ये मुझे पहले से मालूम था सुन चुकी हूँ.
8 comments:
आपका गायन-हमेशा की तरह बेहतरीन. आनन्द आया.
Dear Dot Alps !!!!
You selected such a beautiful song ….that every one is back to his/her childhood !!!
me too !!!!
You tried to put softness and sweetness in your style….and it looked beautiful in thou great voice !!!!Blessings my child !!!!Keep on singing and collecting 5 *!!!!!
Jain Uncle
मासूमियत भरा गायन.
बढिया,
Kiya Lori suna di aapne Alpanaji. Baday ganay sunay yehan magar Maa ki yaad koi na dila saka. Aik lamhe mein aisa laga jaise apni Maa ki goud mein ye Lori se sun raha hun. Iss Lori ki umer bhi utni hai jitni meri. Aur khush nasib hun ke issko na sirif apni Maan se balke apni Khalaon se aur badi Behnon se bhi kaee kaee dafa suni. Mere liye Sangeet se waqfiyat ki bunyaad yehi Lori thi. Bohut khoobsurat gaya aapne.
Dear Alpana
Aree kya baat hey, itni mithi lori sunayee apne, bahot bahot mazaa agaya, aur apki meethi meethi awaaz mein!! Really enjoyed listening to this rendition.
Keep sharing Alpana.
Take care.
Hansa & Rajesh
गाना तो बहुत सुना है ,मगर इस अवसर पर गाने से सुन्दरता दुगुनी हो गई ,मदर’स डॆ की बधाई .
ye pyara gana hamko bachpan ki yaad dilata hai. aaj bhi utna hi touchy hai. bahut hi sundar gati hain aap didi.
post ke upar pi picture bahut hi achi hai. 22 singers hain usmen. kuch ko ham nahi jante. lekin sonu nigam aur shaan hamko bahut pasand hain. bahut achi picture lagayi hai aapne.

Post a Comment